
Keh Do Lyrics - Pawandeep Rajan, Arunita Kanjilal
Dil main jo chupa hai
Aankhon se bayan kar do
Haan aaj saari baatein
Khul ke zara keh do
Ishq ne aise thama hai jaise
Khamoshiyon ko mili zubaan
Haan dil main jo chupa hai
Aankhon se bayan kar do
Haan maine toh kab se
Apna banaya hai tumhein
Palko ke saaye
Dil main basaya tumhein
Haan dil main jo chupa hai
Aankhon se bayaan kar do
Haan aaj sari baatein
Khul ke zara keh do
Teri tassalli ke liye
Waade wafa ke humne kiye
Lekin khuda ye dega gawahi
Ke bin tere ik pal na jiye
Maine bhi rab se manga
Duaon mein tumhein, tumhein
Haan aashiqui mein
Jeena sikhaya hai humein haan
Dil main jo chupa hai
Aankhon se bayan kar do
Haan aaj sari baatein
Khul ke zara keh do
Ishq ne aise thama hai jaise
Khamoshiyon ko mili zubaan
Haan dil main jo chupa hai
Aankhon se bayan kar do
Haan aaj sari baatein
Khul ke zara kehe do
This is the end of Keh Do Song Lyrics, comment to us, whether do you love the song or not? Also, comment if you found any mistake in the given lyrics we will surely correct them for you.