
Baarish Lyrics - Payal Dev, Stebin Ben
Yaad aa jaati hai mujhe woh teri hansi
Mushkura jaati hai khud yeh palkein meri
Yaad aa jaati hai mujhe woh teri hansi
Mushkura jaati hai khud yeh palkein meri
Kabhi aisa bhi hota hai
Bhula deti main tujhko
Magar boondein meri har
Koshish barbaad karti hai..
Tumhe baarish bada yaad karti hai
Tumhe baarish bada yaad karti hai
Aaj bhi mujhse teri baat karti hai
Tumhe baarish bada yaad karti hai
Tumhe baarish bada yaad karti hai
Aaj bhi mujhse teri baat karti hai
Tumhe baarish bada yaad karti hai
Woh pehli nazar woh chehra tumhara
Jab aankhon se tumko tha dil mein utara
Woh pehli nazar woh chehra tumhara
Jab aankhon se tumko tha dil mein utara
Main bhoola nahi hoon panaahon ko teri
Woh jisme tha maine zamana ghuzara
Bichhadne se pehle tera
Woh mujhse lipat jaana
Woh bebas nigahein meri
Ab tak fariyaad karti hai
Tumhe baarish bada yaad karti hai
Tumhe baarish bada yaad karti hai
Aaj bhi mujhse teri baat karti hai
Tumhe baarish bada yaad karti hai
This is the end of Baarish Song Lyrics, comment to us, whether do you love the song or not? Also, comment if you found any mistake in the given lyrics we will surely correct them for you.